Zindagi ka raaz tanhai me pa liyaZindagi ka raaz tanhai me pa liya,Jiska b ghum mila apna liya,Ghum hamare sunane ko jab koi na mila to rakha aaina samne aur khud ko rula liya....
Apne dard-E-dil ka hamdard hame hi paaogeyApne dard-e-dil ka hamdard hame hi paaogeyIn tanhaiyon mein saath hame hi paaogeyDoor hain tum say to kya huwaIn dooriyon mein sabse kareeb hame hi paaogey
Itna kyon chaha use ke bhula na sakeItna kyon chaha use ke bhula na sakeItna kyon paas aaye ke door ja na sakeAb tanhai mein bethe to sochte hainKyon chaha use jise kabhi pa na sake
Wo kya Samjegi Pyar ki GEHRAI KoWo kya samjegi pyar ki gehrai koJo pagalpan samjati he meri 'tanhai' koWafa ki ummid to humne hi ki thiAb q ilsam de uski 'bewafai' ko
Ek bewafa jisne tanhai ka manjar nahi dekhaEk bewafa jisne tanhai ka manjar nahi dekhaAfsos mere dil ke andar nahi dekhaMujhe dekhkr usne patthar bata diya.me mom tha chukar nahi dekha
Kuch na kise se bolengeKuch na kise se bolengeChup chap tanhai me rolengeAb to neend humme aati nahiChalo jab maut ayegi tab ji bhar kar solenge